Company Strike Off Kya Hai aur Kaise Hota Hai?
Strike off kya hai ?
Strike off ek Aisa term hai jo Kisi limited company Ho Kisi bhi register company se hatata hai. Striker Kisi bhi business ko trading , payment karna aur assets ko sel karne se prevent karta hai.
Kisi bhi company ko strike off karne se pahle company ek notice publish Karti Hai , yah inform karte hue ki ab use Kisi bhi aise parties mein interest nahin Hai Jo chij trading karte hain ek specific time frame ke andar . Jab vah particular company Kisi bhi tarah ka objection nahin uthati Hai tab use company ko struck off kar diya jata hai .
Jab Koi company Kisi certain criteria se milati hai jaise ki koi bhi outstanding illegal action ke against na hona ya fir pichhle 3 mahine mein apna Naam change nahin karna tab uski Jo strike off hai vah voluntary commence Ho jaati Hai .
Reasons for Strike off
1. Ek company voluntary strike off tab hoti hai ya fir uske liye tab apply kar sakti hai jab Apne business ko aage kyari nahin karna chahte ho . Company ke pass Kisi bhi tarah ki assets ya liabilities jyada lambe time ke liye nahin honi chahie.
2. Ek company compulsory strike off ke liye tab apply Karti Hai jab RoC ke saamne vo -
Apne annual returns all financial statements ko file karne mein fail ho jaate Hain.
Apne business ko 1 sal ke andar incorporation mein commence karne mein fail ho jaate Hain.
Ek company agar apne business ko prolong period ke liye carry nahin kar rahi ho.
Agar Kisi company ke pass unke Apne assets aur liabilities hai aur vah use theek se manage nahin kar pa rahi ho.
Process of strike off
1. Voluntary strike off - company ko ROC ke samne voluntary strike ke liye apply karne ke liye Apne sare assets , liabilities aur business activities ki information rakhni padati hai.
2. Compulsory strike off - RoC compulsory strike off ke liye tab notice issue karegi jab company unke diye Gaye messages ko respond karne mein ya fir issues ko rectify karne mein fail Ho jaati Hai.
Consequences of strike off
1. Strike off karne ka sabse bada consequence hai ki ek company apni corporate status ko loose kar deti hai. Ab vah company ek separate legal organisation ka hissa nahin Mani jaati.
2. Strike off karne ka second sabse bada consequence hai ki vah company Kisi bhi tarah ke protection ko loose kar deti hai.
Company ke shareholders aur directors limited liability ke protection ko loose kar dete Hain.
3. Strike off karne se company ke credit rating per bhi impact padta hai. Company ki credit rating kafi effect hoti hai aur use future mein credit obtain karne ke liye difficult banaa deti Hai.
Documents required
1. Application form - company ko strike off karne ke liye sabse pahle ek application form ROC ko submit karna hota hai jismein vah apne business ke bare mein detailed information dete Hain aur yah bhi batate hain ki unke pass क्या-क्या assets, liabilities aur business activities hai.
2. Financial statements - strike off ke liye company ko Apne sabse latest aur recent financial statements ko submit karna padta hai including balance sheet aur profit and loss account.
Timeline
1. Voluntary strike off karne ke liye company ko typically 2 to 6 months lag jaate Hain depending ROC workload aur case ki complexity.
2. Compulsory strike of karne ke liye time very karta hai because compulsory strike of directly ROC ke decision pe depend karta hai aur company ke response notice per bhi depend karta.
Importance of professional advice
Strike off karne ke liye professional help se karna bahut important ho jata hai.
Professional help hamen sahi mein strike off karne ka batata hai . Isliye professional help se karna recommend Kiya jata hai. Professional helpline ke liye aap chartered accountant, company secretary ya lawyer ko contact kar sakte hain.
What happens after a company is struck off ?
Jaise Hi ek company truck of Ho jaati Hai tab vah dus kare company ke use ke liye available Ho jaati Hai aur jo company ke owners Hai vah aage Kisi kam ya business activities mein engage nahin ho sakte hain Jo is particular company name ke andar hai.
Jab ek company struck of Hoti Hai tab sare employees ko pahle Hi Bata Diya jata hai aur use company ke dwara koi bhi transactions nahin hote hain jisse employees copy kiya jaaye. Company ki assets Puri tarah bik jaati hai aur final account Ban jaate Hain. Company ko apna khud ka tax liabilities bharna padta hai aur apne sare bank account band karne padte hain.
What is voluntary strike off ?
Kisi bhi company ko voluntary strike off karne ke liye bahut sare reasons hote Hain. Ho sakta hai company ke director se retire hone ke bare mein soch rahe ho ya FIR unke pass koi bhi success Hai nahin Ho is Karan vah company ko strike off karne ke bare mein soch rahe ho. Aisa bhi Ho Sakta Hai ki vah Kisi aur company ka hissa hai jo isase jyada profit Kama rahi hai aur yah company Kisi bhi tarah ke profitable business ko aage nahin Le Ja Pa rahi hai.
Company ko strike off karne ke liye aisa bhi ho sakta hai ki directors jo hai vah market conditions ko favourite Na kar rahe ho aur usse disagree ho rahi ho.
Halanki Kai sare strike of voluntary hote hain jiske bare mein pahle Se Hi company ko pata rahata hai aur unhen kuchh Dinon ka time Diya jata hai taki vah Apne sare paperwork pure kar sake. Aise bahut sare strike off hai jo mandatory hote hain aur company ke registration office se initiate hote hain Jahan per annual accounts ko file Kiya jata hai.
Interestingly, company ke strike of hone ke bad vah ek solvent ban jata hai yani vah company Puri tarike se dissolve Ho jaati Hai . Agar koi company pahle Se Hi Kisi tarike ke depth mein Hai tab vah struck off nahin ho sakti hai .
Kisi bhi involuntary strike of ke dauran company ke Jo acid Hai vah state property Ban jaate Hain.
Can a company struck off be restored?
Kisi bhi company ke chai ka hone ke bad usse restore karna possible hai . But yeh ek simple process nahi hai.
Frequently asked questions
1. What is strike off of a company?
Strike off a company ye refer karta hai ki kis process se company ka naam register of companies ke register maintenance se remove Kiya jata hai.
2. Why would a company apply for strike off ?
Ek company strike off ke liye isliye apply kar sakta hai agar vah apne business ko aage aur carry nahin karna chahta ho ya fir uske pass Kisi bhi tarah ke assets aur liabilities jyada lambe time ke liye Na Ho.
3. What is a difference between voluntary and compulsory strike off ?
Voluntary strike off ek Aisa process Hai Jo ek company initiate karta hai. Jabki compulsory strike off ek Aisa process hai jo register of companies ke behalf per initiate Kiya jata hai.
4. What are the consequences of strike off?
Strike off karne ke bahut sare consequences hote hain jaise ki corporate status ko loose karna, protection ko loose karna, aur credit rating per impact padna .
5. How long does the strike of process take?
The strike off process typically 2 se 6 months lagata Hai depending on the case ki complexity kya hai aur ROC ke workload kya hai.
6. What documents are required for strike off ?
Strike off application ke liye company ke financial statements or resolution ke साथ-साथ ek application form zaroori hoti hai.
7. Can a company apply for strike off if it has assets or liability?
Yes ek company strike of ke liye apply kar sakti hai chahe uske pass assets or liabilities ho ya fir assets aur liabilities Na Ho.
8. What happens to the companies assets and liabilities after strike off?
After strike off Jo company ke assets or liabilities hote hain unhen typically crown ko transfer kar diya jata hai ya fir state ko de diya jata hai after company dissolve Ho jaati Hai.
9. Can a struck off company be restored?
Yes a struck off company can be restored jab aap Kisi certain circumstances ke errors ko valid Bata Kar use restore ya correct kar sakte hain.
10. What is the role of the registrar of companies in strike off?
Registrar of company ka roll strike off ke liye bahut important hota Hai. Vah Puri ki puri company ko bahut acche se verify Karta Hai uske assets aur liabilities ko verify Karta Hai fir yah decision leta hai ki company ko strike off karna chahie ya nahin karna chahie.
Blog Comments (0)